Harivansh Rai Bachchan

Here you will find the Poem Yug ki Udaasi of poet Harivansh Rai Bachchan

Yug ki Udaasi

अकारण ही मैं नहीं उदास
Akaaran mein hi udaas

अपने में ही सिकुड सिमट कर
Apne mein hi sikud simat kar
जी लेने का बीता अवसर
Ji lene ka beeta avsar
जब अपना सुख दुख था, अपना ही उछाह उच्छ्वास
Jab apna sukh dukh tha, apna hi uchhah uchchhas
अकारण ही मैं नहीं उदास
Akaaran mein hi udaas

अब अपनी सीमा में बंध कर
Ab apni seema mein bandhkar
देश काल से बचना दुष्कर
Desh kaal se bachna dushkar
यह संभव था कभी नही, पर संभव था विश्वास
Yah sambhav tha kabhi nahin, par sambhav tha vishwas
अकारण ही मैं नहीं उदास
Akaaran mein hi udaas

एक सुनहरे चित्रपटल पर
Ek sunahre chitrapatal par
दाग लगाने में है तत्पर
Daag lagaane mein hai tatpar
अपने उच्छृंखल हाथों से, उत्पाती इतिहास
Apne uchhrankhal haathon se, utpaati itihaas
अकारण ही मैं नहीं उदास
Akaaran mein hi udaas