Here you will find the Poem Yug ki Udaasi of poet Harivansh Rai Bachchan
अकारण ही मैं नहीं उदास Akaaran mein hi udaas अपने में ही सिकुड सिमट कर Apne mein hi sikud simat kar जी लेने का बीता अवसर Ji lene ka beeta avsar जब अपना सुख दुख था, अपना ही उछाह उच्छ्वास Jab apna sukh dukh tha, apna hi uchhah uchchhas अकारण ही मैं नहीं उदास Akaaran mein hi udaas अब अपनी सीमा में बंध कर Ab apni seema mein bandhkar देश काल से बचना दुष्कर Desh kaal se bachna dushkar यह संभव था कभी नही, पर संभव था विश्वास Yah sambhav tha kabhi nahin, par sambhav tha vishwas अकारण ही मैं नहीं उदास Akaaran mein hi udaas एक सुनहरे चित्रपटल पर Ek sunahre chitrapatal par दाग लगाने में है तत्पर Daag lagaane mein hai tatpar अपने उच्छृंखल हाथों से, उत्पाती इतिहास Apne uchhrankhal haathon se, utpaati itihaas अकारण ही मैं नहीं उदास Akaaran mein hi udaas