Here you will find the Poem Naiyya padi majhdaar guru bin kaise laage paar of poet Kabir
नैया पड़ी मंझधार गुरु बिन कैसे लागे पार ॥ Naiyya padi majhdaar guru bin kaise laage paar. साहिब तुम मत भूलियो लाख लो भूलग जाये । Sahib tum mat bhuliyo laakh lo bhulag jaaye. हम से तुमरे और हैं तुम सा हमरा नाहिं । Hum se tumre aur hain tum sa humra naahin. अंतरयामी एक तुम आतम के आधार । Antaryaami ek tum aatam ke aadhar. जो तुम छोड़ो हाथ प्रभुजी कौन उतारे पार ॥ Jo tum chhoro haath prabhuji kaun utaare paar. गुरु बिन कैसे लागे पार ॥ Guru bin kaise laage paar. मैं अपराधी जन्म को मन में भरा विकार । Main apradhi janam ko man mein bhara vicar. तुम दाता दुख भंजन मेरी करो सम्हार । Tum data dukh bhanjan meri karo sahaar. अवगुन दास कबीर के बहुत गरीब निवाज़ । Avgun daas kabir ke bahut garib niwaj. जो मैं पूत कपूत हूं कहौं पिता की लाज ॥ Jo main poot lapoot hun kahoun pita ki laaj. गुरु बिन कैसे लागे पार ॥ Guru bin kaise laage paar.